Roke Na Ruke Naina Chords and Strumming Original Scale for Singing.
Movie: Badrinath ki Dulhania
Singer: Arijit Singh
Music: Amaal Mallik
Lyrics: Kumaar
Chords Used: A F#m D E
Strumming Pattern : D DDU UUD UD
(Intro)
(A) (F#m) (D) (E)
(Verse)
(A)Tu jo nazron ke saamne (F#m)kal hoga nahi
Tujhko (D) dekhe bin main
(A)Mar na jaaun kahin X 2 Times
Tujhko(A) bhool jaaun kaise
Maane na, (F#m)manaaun kaise?
Tu (E)bata…
(Chorus)
Roke na ruke (A)naina
Teri (D)ore hai (E)inhe toh (A)rehna
(D)Roke na (E)ruke (A)naina…
O… (A) (F#m) (D) (E)
(Verse)
(A)Kaat’ta hoon laakhon lamhein
(D)Kat’te nahin hain
(A)Saaye teri yaadon ke
(D)Hat’te nahin hain X 2 Times
(F#m)Sookh gaye hain aansu teri (D)judai ke
(A)Palkon se phir bhi baadal
(D)Chhant’te nahin hain
(A)Khudko main hasaaun kaisi
Maane (F#m)na, manaaun kaise?
Tu (E)bata…
(Chorus)
Roke na ruke (A)naina
Teri (D)ore hai (E)inhe toh (A)rehna
(D)Roke na (E)ruke (A)naina..
Mmm.. o… (A) (F#m) (D) (E)
(Verse)
(A)Haathon ki lakeerein do (D)milti jahaan hai
(A)Jisko pata hai bata de
(D)Jagah woh kahaan hai X 2 Times
(F#m)Ishq mein jaane kaisi ye (D)bebasi hai
(A)Dhadkano se milkar bhi dil (D)tanha hai
Doori (A)main mitaun kaise?
Maane na(F#m), manaaun kaise?
Tu (E)bata…
Roke na ruke (A)naina
Teri (D)ore hai (E)inhe toh (A)rehna
Roke na ruke (A)naina.....
Video Song: https://www.youtube.com/watch?v=MQ-9qj4gUZs
Comments
Post a Comment